Kya Aatank failana ISLAAM kehta. Hai Aao dekho Musalmano k Quran me. Taake doodh. Doodh ho Pani ka pani or fitna fasad failane walo ka mooh kaala ho ghor se padho or sab ko send karo
ALLAH FARMATA HAI
Allah Ta’ala Ziyadati Karne Walon Ko Pasand Nahi Farmata.
- (Surah:Al-Baqarah, Aayat No:190)
Aur Allah Ta’ala Zaalimo Se Mohabbat Nahi Karta.
- (Surah:Al-Imran, Aayat No:57)
Allah Ta’ala Takabbur (Ghamand Se Itrana) Karne Walon Aur Shaikhi Khoron (Badhai Karne) Ko Pasand Nahi Farmata.
- (Surah:Al-Nisa,Aayat No:36)
Yaqinan Daga Baaz Gunahgaro Ko Allah Ta’ala Pasand Nahi Karta.
- (Surah:Al-Nisa, Aayat No:107)
Aur Allah Ta’ala Fasaad Karne Walon Se Mohabbat Nahi Karta.
- (Surah:Al-Maidah, Aayat No:64)
Allah Ta’ala Had Se Badhne Walon Ko Pasand Nahi Karta.
- (Surah:Al-Maidah, Aayat No:87)
»Allah Ta’ala Garoor Karne Walon Ko Pasand Nahi Farmata.
- (Surah:Al-Nahl,Aayat No:23)
» Allah Ta’ala Khayanat Karne Walon Ko Pasand Nahi Farmata.
- (Surah:Al-Anfal, Aayat No:58)
» Beshak Kisi Khayaant Karne Wala Nashukr Allah Ta’ala Ko Hargiz Pasand Nahi.
- (Surah:Al-Haj, Aayat No:38)
» Allah Ta’ala Itrane Walon Se Mohabbat Nahi Rakhta.
- (Surah:Al-Qasas, Aayat N0 76
APKE MOBILE ME JITNE NO HE SAB KO SEND KARO HAME HAMARE DEEN ISLAM NE YAHI TALEEM DI HE
No comments:
Post a Comment