I S L A M I
M A L O O MA A T
〰〰〰〰〰〰〰〰
⚪ Banii IsraaiL ke Sab Se Aakhrii Nabii ka Naam Hazrat Esaa ALayhissaLam hei.
KanzuL UmaaaL-32269.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ Hazrat HanzLa Rz.Anhu ko Farishto"n Ne GhusL Diya Tha.
Mustadrak- 4919.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ Shaaire RasuL SaLLaLLahu ALayhi WaLasLLam Hazrat Hassan Bin Saabit Rz.Anhu ko Kaha jata hei.
Mustadrak- 4054.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ SaifuLLaah (ALLaah ki TaLwaar) KhaaLid Bin WaLeed Rz.Anhu ko Kaha jata hei.
Tirmizee- 3846.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ Hazrat Zaid Bin Haresa Rz.Anhu ka Naam Qur'aan mei Aaya hei.
Surah Ahzaab- 37.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ Hazrat Yusuf ALayhissaLam ke Haqeeqii Bhaai ka naam Binyameen hei.
RuhuL Ma'aanii- 12/183.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Jis Untnii Par Sawaar Hoke Hijrat Farmaai Us ka Naam Qaswaa Tha.
Tabqaate Ibne Saad- 1/492.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ ALLaah Aur RasuL SaLLaLLahu ALayhi WassaLLam ka Sher (Tiger) Hazrat Hamza Rz.Anhu ko Kaha Gaya hei.
Mustadrak- 4881.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ Mufassire Qur'aan Hazrat AbduLLah Bin Abbaas Rz.Anhu ko Kaha Jata hei.
Mustadrak- 6291.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ Madeena Munawwara ke Mash'hoor Qabristaan ka Naam JannatuL Baqee'a hei.
UmdatuL Qaarii- 17/412.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ JannatuL Baqee'a mei Sab Se PehLe Hazrat Usmaan Bin Maz'oon Rz.Anhu ko Dafan Kiya Gaya.
AL-Isaabah- 4/461.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ IsLaam ki Sab Se PehLii Masjid Masjide Qubaa hei.
Annukt WaL-uyoon- 2/402
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
⚪ Sahabah mei Sab Se Achhchhe Qaarii Hazrat Ubai Bin Kaab The.
Tirmizee- 3791.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
WHATSAPP ISLAMIC SMS- +919867861243.
No comments:
Post a Comment